Home / Lyrics Loin / Hindi Songs Lyrics / QADAR NA JAANI LYRICS – SONU KAKKAR

QADAR NA JAANI LYRICS – SONU KAKKAR

Qadar Na Jaani Lyrics

Duniya se baaghi hokar haan
Tujhe toot ke chaha maine
Tere chhote mote vaadon pe
Aitbar sajaya maine

Main bholi na samajh saki
Teri neeyat mein be-imani

Toone qadar na jaani janiya
Toone kadar na jani

Toone qadar na jaani janiya
Toone kadar na jani
Main bhool gayi khud ko bhi
Mujhe yaad raha bas tu
Ik tere siwa is dil ko
Na hai koyi arzoo

Haan main bhool gayi khud ko bhi
Mujhe yaad raha bas tu Ik tere siwa is dil ko
Na hai koyi arzoo

Main bholi na samajh saki
Teri neeyat mein be-imani

Toone qadar na jaani janiya
Toone kadar na jani
Toone qadar na jaani janiya
Toone kadar na jani

Sab lok laaj duniya ki
Tere khatir tajj di yaara Kaise samjhaun dil ko
Ab tu panchhi aawara

Sab lok laaj duniya ki
Tere khatir tajj di yaara
Kaise samjhaun dil ko
Ab tu panchhi aawara

Main bholi na samajh saki
Teri neeyat mein be-imani

Toone qadar na jaani janiya
Toone kadar na jani
Toone qadar na jaani janiya
Toone kadar na jani

Ho toone qadar na jaani janiya
Toone kadar na jani
Toone qadar na jaani janiya
Toone kadar na jani

About author

Check Also

Yaad Aave – Murder Mubarak Lyrics love

 | Sara Ali Khan & Vijay Varma | Sachin-Jigar,Simran,Varun,The Rish,Priya In addition Check the number of …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *