Chinta Na Kar Lyrics from Hungama 2 is brand new Hindi song sung by Nakash Aziz and Neeti Mohan. Its music is given by Anu Malik while Chinta Na Kar song lyrics are written by Sameer Anjaan.

Chinta Na Kar Lyrics
Tu nahi to main nahi
Main nahi to tu nahi
Saasnein chalein
Tu hai jahaan main hoon wahin
Tu nahi to main nahi
Main nahi to tu nahi
Tujhse meri saansein chalein
Tu hai jahan main hoon wahin
Chinta na na na na
Chinta na kar
Sath katenge hum zindagi ka safar
Chinta na na na na
Chinta na kar
Sath katenge hum zindagi ka safar
Main tere ishk mein
Bechain rehne lagi Main tujhe de doon jaan
Jaan meri kehne lagi
Ek lamha bhi door naa honge
Ek lamha bhi door naa honge
Chahatein na kabhi hongi kam
Chinta na na na na
Chinta na kar
Sath katenge hum zindagi ka safar
Chinta na na na na
Chinta na kar Sath katenge hum zindagi ka safar
Chal chalein hum wahaan
Rehti mohabbat jahaan
Tu jahaan sath hai
Hai meri duniya wahaan
Meri manzil hai tu
Teri manzil hoon main
Meri manzil hai tu
Teri manzil hoon main
Tujh pe main mar miti main khatam
Chinta na na na na
Chinta na kar
Sath k atenge hum zindagi ka safar
Chinta na na na na
Chinta na kar
Sath katenge hum zindagi ka safar
Ho chinta na na na na
Chinta na kar
Sath katenge hum zindagi ka safar